Dil-E-Dariya Me Aag Suljhi Hui Hai | Sufi Poetry In Hindi
दिल-ए-दरिया मैं आग सुलझी हुई है
कम उम्र मैं यह गुस्ताखी हम से हुई है
जिसे हम अपना समजतें थे वो ही दूर हम से हुई है
नफ़रत चहा कर भी ना उस से हुई है
पता नहीं एसा क्या सरूर था उस के लहजे मैं
ग़ैरों के आग़ोश मैं जो गई हुई है
हवा भी चलती है तो एहसास उसी का होता है
ख़ुदा को क्या चेहरा दिखाए एसा हाल कर के वो गई हुई है
क़िस्मत का लिखा हुआ मान लिया हमने
बीते वक्त मैं जो हमारे साथ हुआ
उस वक़्त की काली सचाई बन के वो रही हुई जो है
अब तो इंतज़ार है एक किरण का
ज़िंदगी हमारी मैं उगते सूरज को थामे जो हुई है
दिल -ए -दरिया मैं आग सुलझी हुई है
ये आग सुलझी हुई हैDil-e-dariya main aag sulji hui hai
Kam umer main yeh gustakhi hum se hui hai
Jise hum apna sangh te the wo hi dur hum se hui hai
Nafrat cha kar bhi na us se hui hai
Pata nahi esa kya sarur the us ke lehze main
Gairon ke aagosh main jo gai hui hai
Hawa bhi chalti hai to ehsaas usi ka hota hai
Kuda ko kya chehra dikhaye esa kar ke wo gai hui hai
Kismat ka likha hua maan liya humne
Beete waqt main jo hamare saath hua
Us waqt ki kaali sachaai ban ke wo rahi hui hai
Ab to intezaar hai ek nai kiran ka
Zindagi hamari main ugte suraj ko thame jo hui hai
Dil -e-dariya main aag sulji hui hai
yeh aag sulji hui hai….
To Read More Latest Sad Sher-O-Shayari In Hindi Like – Ghazal , Sad Poetry/ Heart Touching Sad Shayari , Sufi Poetry , Sad Quotes , Breakup Quotes , Breakup Ghazal , Narazgi Shayari , Yaad Shayari , Bewafa Shayari , Gham Shayari , Dard Shayari , Dokha Shayari , Tanhai Shayari , Judai Shayari etc…. Stay Connected With – Newsonline.media