Koi To Hai Is Zindagi Ke Safar Me Anjaan Sa Apna
ज़िंदगी के इस सफ़र में चैन लौट के आ रहा है
आँखों में फिर से नींद का जोख़ा आ रहा है
नशा-ए-इश्क़ में क़ुर्बान कर के ख़ुद को
शहर-ए-इश्क़ में बसने का हौंसला आ रहा है
यूँ तो हमने फ़ासले बहुत तह करे है
अब इश्क़-ए-सकूँ नज़र आ रहा है
अच्छा हुआ उसने हमारा दिल को जो कुचला
कुचले हुए दिल को धड़कन जो आ रहा है
ज़िंदगी के इस सफ़र में चैन लौट के आ रहा है
खुली आँखों से देखे हुए ख़्वाबों को
हक़ीक़त बनाने कोई आ रहा है
उस के लौट आने की इंतज़ार में ज़िंदगी बिता दी हमने
वो तो कभी लौट कर आए ही नहीं हमारे पास
कोई तो है….इस ज़िंदगी के सफ़र में अनजान सा अपना
जो आते आते मेरे दिल का करार लेकर आ रहा है
ग़ुहार लगाते है हम उस इश्क़-ए-ख़ुदा से
के इस दफ़ा दोखा ना हम् को मिल जाए
दिल के ज़ख़्म भर कर
फिर से दिल ज़ख़्म सहने के लिए तैयार हो रहा है
ज़िंदगी के इस सफ़र में चैन लौट के आ रहा है
Zindagi ke is safar me chain laut ke aa rha hai
Aakhon me fir se neend ka jokha aa rha hai
Nasha-e-ishq me kurbaan kar ke khud ko
Shaher-e-ishq me basne ka haunsala aa rha hai
Yun to humne fasle bahout teh kare hai
Ab ishq-e-sakoon nazar aa rha hai
Acha hua usne hamara dil ko jo kuchla
Kuchle hue dil ko dhadkane jo aa rha hai
Zindagi ke is safar me chain laut ke aa rha hai
Khuli aankhon se dekhe hue khwabon ko
Haqiqat banane koi aa rha hai
Uske laut aane ke intezaar me zindagi bita di humne
Wo to kabhi laut kar aaye hi nahi hamare pass
Koi to hai is zindagi ke safar me anjaan sa apna
Jo aate aate mere dil ka karar lekar aa rha hai
Guhaar lagate hai hum us ishq-e-khuda se
Ke is dafa dokha na hum ko mil jaye
Dil ke zakham bhar kar
Fir se dil zakham sehne ke liye tayaar ho rha hai
Zindagi ke is safar me chain laut ke aa rha hai
To Read More Latest Sad Sher-O-Shayari In Hindi Like – Ghazal , Sad Poetry/ Heart Touching Sad Shayari , Sufi Poetry , Sad Quotes , Breakup Quotes , Breakup Ghazal , Narazgi Shayari , Yaad Shayari , Bewafa Shayari , Gham Shayari , Dard Shayari , Dokha Shayari , Tanhai Shayari , Judai Shayari etc…. Stay Connected With – Newsonline.media